chandamama door ke
pue pakaye bhoor ke
aap khaye thali me
munne ko de pyali me
pyali gayi toot
munna gaya rooth
layaenge hum pyaliyan baja baja ke taliyan
munne ko manayenge ham dood malayi khayenge
chandamama...
udan khatole bhaith ke munna
chanda ke ghar jayega
taron ke sang ankh micholi khel ke dil behalayega
khel kud jab mere munne ka ji bhar jayega
thumak thumak mera munna vaapas ghar ko ayega
chandamama...
Tuesday, February 9, 2010
Sunday, February 7, 2010
nind pari lori gaaye
nind pari lori gaaye
maan jhulaaye jhuulana
so ja mere laalana - 2
mithe-mithe sapanon me
kho ja mere laalana
nind pari lori gaaye
tuune mere madabhare sapnon ko rang daala
teri dono aankhon me duniya ka ujiyaala - 2
ujiyaala
tum jo hanse jhilmilaaye dipamaala
nind pari lori gaaye
tu na hota zindagi me aahein hotin suuni-suuni
phaili-phaili mamata ki baahein hotin suuni-suuni - 2
suuni-suuni
hotin mere dil ki raahein suuni-suuni

Saturday, February 6, 2010
aa ja re aa nindiya tu aa
aa ja re aa nindiya tu aa...
jhilamil sitaaron se utar aankhon mein aa sapane saja
soi kali soya chaman pipal tale soi hava
sab ranga gaye ek rang mein tune ye kya jaadu kiya
aa ja re aa nindiya tu aa...
sansaar ki raani hai tu ra ja hai mera laadala
duniya hai meri god mein soya hua sapana mera,

Friday, February 5, 2010
lor lor lori lori lal lal lori
lor lori lori lal lor lor - 2
chandan ka paalna resham ki dor
chandaa ki chaandi laayi achur
neendiya tora rasta rahe aankhiyan agor
lor lori lori lal lor lor
bhanvwaran ke huthwan pe kaliyan ki baat
bela ki khushbu se mehki hai raat
dheeme dheeme purwaiya maaren hilor
lor lori lori lal lor lor - 2
chandan ka paalna resham ki dor
palakan hindole pe nenediya jo le
mamta ki bahiyan mein bachpan phoolen
dheem dheeme raat kate ho jaaye bhor

Nani Maa
Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meethi
Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa
Kahaniyaan Sunati Pehliyaan Bujaati
Thapak Thapak Sulaati Nani Maa
Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani
Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani
Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli
Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli
Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Rang Kitne Sare
Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Phool Kitne Pyaare
Tumhi Ne Tha Sikhaaya Badon Se Kaise Boloon
Tumhi Ne Tha Sikhaaya Dupatta Kaise Odhoon
Woh Pyaar Se Bulaati Woh Pyar Se Sikhaati
Woh Kuch Na Kuch Bataati Nani Maa
Tumhi Ne Mere Dil Mein Mohabbatein Hain Gholi
Tumhi Se To Suni Thi Jo Bolti Hoon Mein Boli
Tumhi Ne To Kaha Tha Jo Bolta Nain Hain
Hameshaa Yaad Rakhna Ke Zindagi Haseen Hain
Woh Har Subhah Jagaati Mithaayeya Khilaati
Hameshaa Muskuraati Nani Maa

Thursday, February 4, 2010
Lalla Lalla Lori Doodh
lalla lalla lori doodh ki katori
doodh mein bataasha munni kare tamaasha
choti-choti pyari sundar pariyon jaisi hai
kisi ki nazar na lage meri munni aaisi hai
shehad se bhi meethi doodh se bhi gori
chupake-chupake chori-chori chori
lalla lalla lori ...
kaari raina ke maathe pe chamke chaand si bindiya
munni ke chhote-chhote nainon mein khele nindiya
sapanon ka palana aashaaon ki dori
chupake-chupake chori-chori chori
lalla lalla lori

Subscribe to:
Posts (Atom)